layered halwa ? cake recipe main photo

Easy and Quick to Make The Best Layered halwa ? cake

Posted on

Layered halwa ? cake.

Layered halwa ? cake You can cook Layered halwa ? cake using 11 ingredients and 25 steps. Here is how you cook it.

Ingredients of Layered halwa ? cake

  1. You need 2 table spoon of wheat flour.
  2. Prepare 2 table spoon of gram flour.
  3. It’s 2 table spoon of semolina(suji).
  4. Prepare 6 table spoon of shudh ghee.
  5. You need of Some dry fruits Almond,kismis,cashunut,.
  6. It’s 1 tea spoon of green cardmom powder.
  7. Prepare of Saffron a pinch mix in warm milk.
  8. You need 50 gm of khoya+sugar As your taste.
  9. You need 6 table spoon of sugar.
  10. It’s of Some cherries (I have used just jelly toffees).
  11. You need 1 of piping cone.

Layered halwa ? cake step by step

  1. Make a Wheat flour(aate)ka halwa..sabse pahle ek kadahi hot Karein usme ghee add Karein and aata add Karein.
  2. Aate ko medium flame pe bhune.
  3. Jab Ye golden brown hone lage tab isme sugar and Elaichi powder and.
  4. Some crushed dry fruits add kar ke mix karein..
  5. Flame slow kark 1cup water add Karein.
  6. And slowly slowly mix kar ke halwe ka texture ready karey.
  7. Ab Ye ready hai Ab ise ek plate me base pe ghee lagak halwe ko rakhe and round shape Karein. Ab isk uper se kaju se decorate Karein..
  8. Ab bnate hai suji ka halwa.. Ek kadahi hot Karein isme 2table spoon ghee add Karein and.
  9. Suji add Karein,jab Ye golden brown ho jaye tab isme chini and crushed dry fruits add kar ke.
  10. 1cup water add Karein and 2min ke liye cover Karein, and high flame pe pakaye and halwa is ready.
  11. Ab suji ke halwe ko bane hue aate Ke halwe Ke uper rakhker round shape de.
  12. Ab isk uper b kismish se decorate Karein.
  13. Ab bnate hai besan ka halwa.. Isk liye ek kadahi hot Karein isme 2table spoon ghee add Karein and besan add Karein.
  14. Medium flame pe bhune and.
  15. Golden brown hone pe chini and dry fruits add kar ke mix karein.
  16. Ab 1cup water add Karein and.
  17. Mix kark halwa ready karein.
  18. Ab ise b suji halwe Ke uper rakhe and uper se almonds se decorate Karein.
  19. Ab Iski decoration karte hai.
  20. Khoya ko ek piping bag me dalker halwe cake Ke uper and Charo tarf se apni manpasnd design bnayenge..
  21. Ab top pe cherries ya jelly lagak final touch denge…
  22. Ab Ye ready hai..
  23. Aap ise oven me hot Karein and fir Iska maja le…
  24. Really test is so awesome and tasty.
  25. Note# kesar ko aap ya to cake Ke uper se add Karein ya halwe me b dal sakte hai.. As your wish.
See also  DIY Cook Tasty Butter Cookies ??

recipe by Seema Gandhi @cookpad

Share this post: