biscuit cake cooker no oven recipe main photo

Easy and Quick to Make Delicious Biscuit Cake (Cooker, No oven)

Posted on

Biscuit Cake (Cooker, No oven).

Biscuit Cake (Cooker, No oven) You can make Biscuit Cake (Cooker, No oven) using 10 ingredients and 17 steps. Here is how you achieve it.

Ingredients of Biscuit Cake (Cooker, No oven)

  1. You need 4 packet of Parle G biscuit.
  2. You need 6 tablespoon of sugar.
  3. Prepare 250 gm of thick milk.
  4. Prepare 1 tsp of Baking powder.
  5. It’s 1/2 tsp of Baking soda.
  6. You need 1 cup of Milk.
  7. It’s of Dry fruit.
  8. It’s of Vanilla essence.
  9. It’s of Chutki bhar salt.
  10. It’s of Salt 2cup cooker mein daal daalne ke liye.

Biscuit Cake (Cooker, No oven) instructions

  1. Parle G ka Bada  Pack liya hai jisme  biscuits ka 4 packet hota hai.sare biscuits chote2 tukde kar lege..
  2. 3 pav milk ko gadha kar 1pav milk kar liya hai.aap chahe to keval milk v le sakte hai.par ghade milk dalne se or v test badh jata hai..
  3. Mixer grinder me hi biscuit ko mahin pis lege..
  4. Sugar-6 chamach or butter 3 chamach lege or mixer me hi achhe se mila lege.sugar ko mahin pisne ke baad hi  usme butter ko dal kar achhe se mix karein.chutki bar namk v dalege..
  5. Cake banane ke bartan me thoda  ghi laga kar usme thoda aate dal kar sare tarf bartan me chpka lege.
  6. Grinder me  hi ham Parle G biscuit ka powder, baking powder Ek chamach, baking soda Aadha chamach, vanilla essence, elaichi powder, ghadh milk  or sugar or batter jo hamne phale hi milaya tha.sabhi ko mixer me hi dal kar achhe se mix kar lege.ghol agar jayada gadha ho to milk dale pic me jitana patla hai utana hi rakhein jayada patla nahi karna.
  7. Dalne ke pista badam lege uske tukade kar lege.
  8. Cooker ko garam karle or usme namak ko daal kar garam Kar le.
  9. Aaps me sabhi ko achhe se mila le.mixer se nikal kar usme pista badam ke tukde v dal dege.
  10. Hamne cake banane ke bartan me phale se hi ghi or aate ko laga kar taiyar kiya tha usi me cake banane ke ghol ko dalege  or bartan ko namak ke upar rkha dege.namak ki parat ko thodi  moti rkhiaga..
  11. Cooker Ki citi nikal kar cooker ko bandh kar denge or kam tav kar dege.
  12. 40min ke baad cooker khol Kar dekhege ki  cake huva ya nahi.agar nahi huva hoga to phir se dhakan ko laga dege..
  13. Beech  Me Chaku dalkar check Karenge.agar chaku me ghol nahi chipkega to aapka cake taiyar hai..
  14. Bartan ko savdhani se nikal kar cake ko plate me nikal Lenge..
  15. Ab cake ko katiye or kkhilaiye.
  16. Or khud v khaiye..
  17. Khilaiyeeeeee.enjoyyyy.
See also  DIY Cook Perfect Pineapple Pound Cake

recipe by Nilu Singh @cookpad

Share this post: