chocolate and pineapple cake recipe main photo

Step by Step to Make Yummy Chocolate and Pineapple Cake

Posted on

Chocolate and Pineapple Cake.

Chocolate and Pineapple Cake You can have Chocolate and Pineapple Cake using 11 ingredients and 18 steps. Here is how you cook that.

Ingredients of Chocolate and Pineapple Cake

  1. You need of For Sponge.
  2. You need of Plain Flour.
  3. Prepare of Sugar.
  4. Prepare of eggs.
  5. You need of Cocco Powder.
  6. You need of Baking Powder.
  7. Prepare of Baking Powder.
  8. You need of For Frosting and Decoration.
  9. It’s of Pineapple Chunks (Pineapple juice nikal ke alag kar lain).
  10. You need of Chocolate Chips As required.
  11. Prepare of Non Dairy Wipping Cream.

Chocolate and Pineapple Cake instructions

  1. Sab sy pehly eggs ki sfaidi aur zardi alag alag bowls mein separate kar lain..
  2. Sfaidiyon ko itna beat karein ke wo creamy ho jayen..
  3. Ab zardiyon ko thora sa beat kar ke us mein thori thori kar ke sugar b add kar dain..
  4. Ab zardi wala mixture sfaidi walay mixture mein daal dain aur just 2-3 sec ke liye beater ki madad sy mix kar lain aur sath he vanilla essence b daal dain. Ab beater ko side py kar dain..
  5. Ek bowl mein plain flour aur baking powder ko achy sy mix karein aur inhen chan lain..
  6. Ab thora thora kar ke maidy wala mixture andy walay mixture mein daalti jayen aur hlky hath sy spatula use krty huay fold krti jayen..
  7. Jab achi tarab mix ho jaye to batter ko 2 equal parts mein divide kar dain alag alag bowl mein..
  8. Ek bowl mein cocco powder add kar dain aur isy achi tarah mix kar lain..
  9. Ab baking pan ko grease karein aur us mein butter paper lagalain. Pan ke center mein koi sa b cardboard ya is ksm ki cheez rakh dain partition ke liye. Ab ek side simple mixture aur doosri side cocco powder wala mixture dal dain.Centr sy cardboard nikal lain aur baking pan ko hlka sa tap karein..
  10. Ab ek pre heated daichky mein 40-45 minute ke liye medium to low flame py bake kar lain..
  11. Jab cake ban jaye to nikal ke thanda kar lain..
  12. Cake ko 3 layers mein cut kar lain..
  13. Pehly ek layer ko achi tarah pineapple juice sy soak karein aur ooper wipped cream lgayen.Simple sponge wali side pineapple chunks rkhen jab ke chocolate wali side chocco chips..
  14. Isi tarah doosri layer b tyar kar dain..
  15. Ab last layer rakh kar soak karein aur achy sy frost kar lain..
  16. Ap apni mrzi ke mutabiq decorate kar skty hain..
  17. Mein ny chocolate chips melt kar ke butter paper ke ooper heart shapes bana li then..
  18. Yummy Chocolate+pineapple cake ready hai..
See also  DIY Recipe: Yummy Gluten Free Cupcakes

recipe by Urooba Farman @cookpad

Share this post: